DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan
Changing times
Poetry Collection
Ash'aar
Parveen Shakir
shab vahi lekin sitara aur hai ab safar ka istiara aur hai...
Firaq Gorakhpuri
dekh raftar-e-inqalab firaq kitni aahista aur kitni tez...
Dagh Dehlvi
aao mil jao ki ye vaqt na paoge kabhi main bhi ham-rah zamane ke badal jaunga...
Nida Fazli
meri ghurbat ko sharafat ka abhi naam na de vaqt badla to tiri raae badal jaegi...
Gulzar
vaqt rahta nahin kahin Tik kar aadat is ki bhi aadmi si hai...
Iftikhar Arif
yahi lahja tha ki mear-e-sukhan Thahra tha ab isi lahja-e-be-bak se khauf aata hai...
Farhat Ehsas
aankh bhar dekh lo ye virana aaj kal mein ye shahr hota hai...
Ghazalein
Wo Hawa Na Rahi Wo Chaman Na Raha Wo Gali Na Rahi Wo Hasin Na Rahe
(Akbar Allahabadi)
Explore more on Diwan E Sukhan