DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Sad poetry

Poetry Collection

Ash'aar

Mirza Ghalib
ki mire qatl ke baad us ne jafa se tauba haae us zud-pasheman ka pasheman hona...
Zehra Nigah
jo dil ne kahi lab pe kahan aai hai dekho ab mahfil-yaran mein bhi tanhai hai dekho...
Arzoo Lakhnavi
khaali na andalib ka soz-e-nafas gaya vo lu chali ki rang gulon ka jhulas gaya...
Meena Kumari Naaz
Aaghaz to hota hai anjaam nahin hota Jab meri kahani mein wo naam nahin hota...
Meena Kumari Naaz
Dil tod diya us ne ye kah ke nigahon se Patthar se jo takraye wo jaam nahin hota...
Abbas Qamar
Ham hain aseer-e-zabt ijazat nahin hamein Ro pa rahe hain aap badhai hai roiye...
Jawad Sheikh
Main ab kisi ki bhi ummid tod sakta hoon Mujhe kisi pe bhi ab koi e'tibar nahin...
Sudarshan Faakir
Rone walon se kaho un ka bhi rona ro lein Jin ko majboori-e-haalaat ne rone na diya...
Naseer Turabi
Shahr mein kis se sukhan rakhiye kidhar ko chaliye Itni tanhai to ghar mein bhi hai ghar ko chaliye...
Nadim Nadeem
Vanvas nahin hote sabhi chaudah baras ke Kuchh log hamesha ko chale jaate hain van mein...
Abdul Hamid Adam
takleef mit gayi magar ehsaas rah gaya khush hoon ki kuchh na kuchh to mire paas rah gaya...
Abdul Hamid Adam
main bad-naseeb hoon mujh ko na de khushi itni ki main khushi ko bhi le kar kharab kar doonga...
Abdul Hamid Adam
muddaa door tak gaya lekin aarzoo laut kar nahin aayi...
Ahmad Nadeem Qasmi
mar jaata hoon jab ye sochta hoon main tere baghair jee raha hoon...
Ahmad Nadeem Qasmi
fareb khane ko pesha bana liya ham ne jab ek baar wafa ka fareb kha baithe...

Ghazalein

Explore more on Diwan E Sukhan