DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan
Philosophy
Poetry Collection
Ash'aar
Meer Taqi Meer
le saans bhi aahista ki nazuk hai bahut kaam aafaq ki is kargah-e-shishagari ka...
Wasi Shah
gar sukun chahiye is lamha-e-maujud mein bhi aao is lamha-e-maujud se bahar ninklen...
Daya Shankar Naseem
samjha hai haq ko apne hi jaanib har ek shakhs ye chaand us ke saath chala jo jidhar gaya...
Tehzeeb Hafi
Ye jughrafiya falsafa psychology science riyazi waghaira Ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho...
Jawad Sheikh
Ye na-guzeer hai ummid ki numu ke liye Guzarta waqt kahin tham gaya to kya hoga?...
Naseer Turabi
Ye ruuh raqs-e-charaghan hai apne halqe mein Ye jism saaya hai aur saaya dhal raha hai miyan...
Nadim Nadeem
Khamoshi kheench ke laayi mujhe wujud talak Wujud kheench ke laaya hai mujh ko la ki taraf...
Abdul Hamid Adam
chhoda nahin khudi ko daude khuda ke peechhe aasan ko chhod bande mushkil ko dhoondte hain...
Abdul Hamid Adam
takhliq-e-kayenat ke dilchasp jurm par hansta to hoga aap bhi yazdan kabhi kabhi...
Abdul Hamid Adam
zindagi hai ik kiraye ki khushi sookhte talaab ka pani hoon main...
Abdul Hamid Adam
hujum-e-hashr mein kholoonga adl ka daftar abhi to faisle tahrir kar raha hoon main...
Adil Mansuri
hudud-e-waqt se baahar ajab hisar mein hoon main ek lamha hoon sadiyon ke intezar mein hoon...
Ahmad Nadeem Qasmi
main kashti mein akela to nahin hoon mire hamrah dariya ja raha hai...
Ahmad Nadeem Qasmi
mire khuda ne kiya tha mujhe aseer-e-bahisht mire gunah ne rihai mujhe dilayi hai...
Ahmad Nadeem Qasmi
khud ko to 'nadeem' aazmaya ab mar ke khuda ko aazmaun...
Irfan Siddiqi
jo kuchh hua wo kaise hua jaanta hoon main jo kuchh nahin hua wo bata kyun nahin hua...
Khumar Barabankavi
had se badhe jo ilm to hai jahl dosto sab kuchh jo jaante hain wo kuchh jaante nahin...
Saghar Siddiqui
maut kahte hain jis ko ai 'saghar' zindagi ki koi kadi hogi...
Yagana Changezi
zamana khuda ko khuda jaanta hai yahi jaanta hai to kya jaanta hai...
Ghazalein
Falsafi Ko Bahs Ke Andar Khuda Milta Nahin
(Akbar Allahabadi)
Fikr Hi Thahri To Dil Ko Fikr-e-Khuban Kyun Na Ho
(Josh Malihabadi)
Explore more on Diwan E Sukhan