Heart

Poetry Collection

جنہیں میں ڈھونڈتا تھا آسمانوں میں زمینوں میں
وہ نکلے میرے ظلمت خانۂ دل کے مکینوں میں
जिन्हें मैं ढूँढता था आसमानों में ज़मीनों में
वो निकले मेरे ज़ुल्मत-ख़ाना-ए-दिल के मकीनों में
jinhein main dhunDta tha aasmanon mein zaminon mein
vo nikle mere zulmat-khana-e-dil ke makinon mein
دل محبت میں مبتلا ہو جائے
جو ابھی تک نہ ہو سکا ہو جائے
दिल मोहब्बत में मुब्तला हो जाए
जो अभी तक न हो सका हो जाए
Dil mohabbat mein mubtala ho jaye
Jo abhi tak na ho saka ho jaye
دل کے دیوار و در پہ کیا دیکھا
بس ترا نام ہی لکھا دیکھا
दिल के दीवार-ओ-दर पे क्या देखा
बस तिरा नाम ही लिखा देखा
Dil ke deewar-o-dar pe kya dekha
Bas tira naam hi likha dekha
تھا سفر ہم پہ مسلط سو ہمیں چلنا تھا
ورنہ یہ دل تو کئی بار ہوا رک جاتے
था सफ़र हम पे मुसल्लत सो हमें चलना था
वर्ना ये दिल तो कई बार हुआ रुक जाते
Tha safar ham pe musallat so hamein chalna tha
Warna ye dil to kai baar hua ruk jaate
وہی شے مقصد قلب و نظر محسوس ہوتی ہے
کمی جس کی برابر عمر بھر محسوس ہوتی ہے
वही शै मक़्सद-ए-क़ल्ब-ओ-नज़र महसूस होती है
कमी जिस की बराबर उम्र भर महसूस होती है
wahi shai maqsad-e-qalb-o-nazar mahsoos hoti hai
kami jis ki barabar umr bhar mahsoos hoti hai
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message