Death

Poetry Collection

قید حیات و بند غم اصل میں دونوں ایک ہیں
موت سے پہلے آدمی غم سے نجات پائے کیوں
क़ैद-ए-हयात ओ बंद-ए-ग़म अस्ल में दोनों एक हैं
मौत से पहले आदमी ग़म से नजात पाए क्यूँ
qaid-e-hayat o band-e-gham asl mein donon ek hain
maut se pahle aadmi gham se najat paae kyun
کرو کج جبیں پہ سر کفن مرے قاتلوں کو گماں نہ ہو
کہ غرور عشق کا باکپن پس مرگ ہم نے بھلا دیا
करो कज-जबीं पे सर-ए-कफ़न मिरे क़ातिलों को गुमाँ न हो
कि ग़ुरूर-ए-इश्क़ का बाँकपन पस-ए-मर्ग हम ने भुला दिया
karo kaj jabin pe sar-e-kafan mire qatilon ko guman na ho
ki ghurur-e-ishq ka bankpan pas-e-marg ham ne bhula diya
میرؔ عمداً بھی کوئی مرتا ہے
جان ہے تو جہان ہے پیارے
'मीर' अम्दन भी कोई मरता है
जान है तो जहान है प्यारे
miir amdan bhi koi marta hai
jaan hai to jahan hai pyare
کتنی دلکش ہو تم کتنا دل جو ہوں میں
کیا ستم ہے کہ ہم لوگ مر جائیں گے
कितनी दिलकश हो तुम कितना दिल-जू हूँ मैं
क्या सितम है कि हम लोग मर जाएँगे
kitni dilkash ho tum kitna dil-ju hun main
kya sitam hai ki ham log mar jaenge
میں مر گیا تو خاک بھی ان کو نہ غم ہوا
کہتے ہیں ایک چاہنے والا تو کم ہوا
मैं मर गया तो ख़ाक भी उन को न ग़म हुआ
कहते हैं एक चाहने वाला तो कम हुआ
main mar gaya to khaak bhi un ko na gham hua
kahte hain ek chahne vaala to kam hua
پھر وہی شام پھر وہی خلوت
اک ستم اور کر گئی مجھ میں
آج میت میں تیری جانا ہے
کل تو اک دم سے مر گئی مجھ میں
फिर वही शाम फिर वही ख़ल्वत
इक सितम और कर गई मुझ में
आज मय्यत में तेरी जाना है
कल तू इक दम से मर गई मुझ में
phir wahi shaam phir wahi khalwat
ek sitam aur kar gayi mujh mein
aaj mayyat mein teri jaana hai
kal to ek dam se mar gayi mujh mein
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message